Title: Gazal Post by: Vatsal on February 22, 2008, 11:15:24 PM "Dil" ka dard jab panno par Aa jata hai
"Ek" Aansu b dariya ban jata hai "Dil" k Tutne ki "Aawaz" bhi nahi aur Sara dard "GAZAL" ban jata hai. ~~~~~~~~~ maut ke baad yaad aa raha hai koi, meri kabr se mitti utha raha hai koi, eh khuda do pal ki zindagi aur dede, meri kabr se udaas ja raha hai koi... ~~~~~~~~~ Zaroori to nahin jeene ke liye sahara ho Zaroori to nahin hum jinke hain vo hamara ho Kuch Kashtiyaan doob bhi jaati hain... Zaroori to nahin ke har Kashti ka koi kinara ho.... ~~~~~~~~~ humne socha shayad sirf hum chahate hai aapko, par aapko chahne walon ka to kafila nikla. dil ne kaha shikayat kare khuda se, par woh bhi aapko chahne wala nikla... ~~~~~~~~~ Title: kal raat... Post by: amarjawed on April 27, 2009, 02:14:33 AM Kal raat woh mere khwabon main aaye
Nazrein neechi thi aur sar ko jhukaye khamosh labon pe Halka sa tabassum bala ki shokhiyan Damanmain chupaye Humse bhi kuch kehte banta na tha woh jo hamare pehloo main aaye Shukrane ko arsh pe uthi jo nigahein hazaron hoorein dekha to leti thi balayein Meri shahzadi rahe yoon hi mere pehloo main lab se har baar yeh nikalti thi duayein Title: Re: Gazal Post by: Vatsal on May 10, 2009, 10:59:19 PM wah jawed bhai..kya baat hai! :)
|