Title: please come in my life my dream girl Post by: ahkil on October 13, 2007, 01:15:18 AM Aai mere sapno ki Rani
Kya tu bhi hai meri diwani Main toh hu tera dewana Teri sooch mein nahi rehta thikana Dhoondta rehta hu bahana Phir bhi tu nahi aati meri jana Meri jaan mere dil mein zara jhak kar toh dhekh Mere dil mein hai tere pyar ki murat ek Murat jise chahata hu main itna Use pata hi nahi utna Chaha hai jise chahat se jyada Samjha hai jise apne aap se zyada Yeh main janta hu ya dil janta hai Aah meri jaan mera saab kuch tu apna kar le Bas mujhe apni baahon mein bhar le Tera liye main kuch bhi ho sakta hu Par mere liye tu woh hai Jiske liya main dil-o-zigar jaan de sakta hu Tu kahe to saans lena c*** sakta hu Bas mere sapno ki duniya se bahar aaja Aur meri asliyat ki duniya mein aake Meri baahon mein shama ja |