Title: Shayari SMS Post by: Vatsal on July 30, 2006, 08:27:11 AM apni yadoon ki sadaown say bula kar dekhoo
main gea waqt nahi hoon kay phir aa bhi na sakoon mjh say koi rothy to ho jayee gi bohat mushkil main wo khod sar hoon kisi ko mana bhi na sakoon Is mukaam pe aa k tujhay bicharnay ki soogi Aab kahin aa k sanwray thay hamaray din nikalta hua suraj roshni de aap ko khiltay huey phool khushbu dain aap ko hum to kutch dainay k kabil hi nahin dainay wala zindagi de aap ko kahan ansoon ki yeh sohat ho gi naye loog hoon gay nayi baat ho gi main har haal mian muskurata rahoon ga tumhari muhabat agar sath ho gi chargoon ko ankhoon main mehfooz rakhna bari door tak raat hi raat ho gi parishan hain hum bhi parishan ho tum bhi chaloo mehkaday main wahein baat ho gi chargoon ki lo say sitaroon ki zo tak tumhain main miloon ga jahaan raat ho gi jahan wadiyoon main naye phool aye humri tumhari mulqat ho gi sadaoon ko alfaaz milnay na payein na badal ghirein gay na barsat ho gi musafir hain hum bhi muafir ho tum bhi kisi more per phir mulaqat ho gi JIN KO AZIZ THEY HUM ZINDAGI KI TARAH ! ! AAJ PASS SAY GUZAR GEY AJNABI KI TARAH Bhooloon ga agar tujay tou ji na paoon ga yaad bhi rakhaa agar tou mar jaoon ga Ghum hi kuch aisa tha keh roya tera mohsin warna Ghum chupa kar ussay hanstay howay aksar daikha Kub tuk kisi kay soog mein roein gay baith kar Hum khud ko kitni baar yeh samjha kar ro parey Uttha kar choom li hein chand murjhaye howi kaliyan Tum na aye tou yun jishan-e-baharan kar liye mein nay Aab tou is rah sai wo shaksh guzarta bhi nahin Kis ummed pai darwazay sai jhankey koi Aa gayi thi ik din tanhaye bhi jazbaat mein aank sai bhi chand boondein gir pari barsaat mein Laakh chaha tha keh ussay bhool jaoon Qateel Hoslay apni jaga hein, baibasi apni jaga Zehr daitai hein tou kehtey hein peena ho ga jub pi laitay hein tou kehtey hein jeena ho ga Jinhein bhulaney mein yaro, barey zamaney lagay Jub dil dukha tou wohi loog yaad aney lagey Mujay tumhari judai ka koi ranj nahin Mere khayal ki duniya mein mere paas ho tum Khabhi arsh per khabhi farash per, khabhi un kay dar khabhi dur badar ghum-e-Aashique tera shukria, mein kahan kahan sai guzar gaya Tuj sai bichar kar na daikha gaya kisi ka milap Urra diye sub parinday shajar per baithey howey Khusboo na gaye ghar sai na yadoon ki bai rukhi Zalim kay saray naqash baray paidaar they Samaj rahey ho judai sai baat khatam howi Abhi kahan abhi dil ka bahalna baqi hai Waqat-e-rukhsat un ka bhi romaal bheega howa tha Rasta daitay howey hamary bhi aansoo nikal paray Faslay aisey bhi hoon gay yeh khabhi soocha na tha Samaney baitha tha mere aur wo mera na tha Shikwa kaantoon sai kyon ker ho zakham khaney ka Phool chunaney ki saza paye hai mein nay Ujalay apni yadoon kay hamarey saath rehnay do na janey kis gali mein zindagi ki shaam ho jaye Hum ko un se hai wafa ki umeed Jo nahi jante wafa kia hai Mayree gali main aik SHAHARYAR aata hay Mila hay hukam kay lehjay ko muhtaram kar loun Zindagi kya koi nisar kare Kis se duniya mein koi pyar kare Apna saaya bhi apna dushman hai Kon ab kis ka eitbaar kare ? TARAY SIWA KISI KA TASAWOR MA KHONA NAHI CHAHATA TARA HO KA KISI OUR KA HONA NAHI CHAHATA I WANT TO OPEN THE LOCK OF MY HEART BUT THE KEY IS WITH YOU NOW WHAT SHOULD I DO SHOULD I COME BACK TO YOU??? mare daman mein shararon kay siwa kuch bhi nahi app phoolon kay haridar nazar atey hain Mery zindagi us koray kaghaz ki manind hay koi likhta bhi nahi es par to jalata bhi nahi esay Bay taklufi had say bhar jai to gham miltai hein esi liya hum har shez say kum miltay hein Naik nay Naik Bud nay Bud jana mujhay jis may jitna zarf tha utna pehchana mujhay. Ehsas dilaya hai too milta hee nahee Ajnabi tha too roz mila karta tha Ab mari har bat kay wo maani pochay Jo mari soch ki tahrir likha karta tha. Logoon nay apna hunar dekhaya bhee bohat hai Ja ja kar main nay manaya bhee bohat hai Sach pochoo too piyara bhee bohat lagta hai dil ko Wo shks jis nay dil ko dukhaya bhee bohat hai Bohot gham diey hain hamein is zindagi ne Ke hamein ur jeney ki arzoo nahi hai Chaha tha main ne jis ko dil tora usee ne Ab kise ur ko chahane ki muje arzoo nahi hai Haathoon ki lakeroon mein chaand chuppa kar kehtey hein kay Gul Chaand bara baydard hai aaj nikla hi nahin Maira taqub tou na kar aye dost Mein nay duniya ganwae hai khud ko patey patey Meri aankhoon kay sard samandar mein Koi diya jalana chahata hai baar baar Wo roth jatay too manana dushwar na tha Wo taluq he na rakhen too batin kis ko hum Kabhee jo sompay thay is nay hamin cahat main Wo saray dukh ragoon main uotartay jatay hain Is say kaho kisi ros hum say mil jay JANN Hamaray hesay kay sabhee din guzartay jatay hain. Phir na kijeyah ga mari gustakh nigahe ka gila dakhyah aap nay phir piyar say dakha mujh ko mera taa-qub tuu na kar ayy dost main ny duniya khoi hai khud ko paty paty duniya jissay kehtay hain jadu ka khilona hay mil jaye to mitti hay.... kho jaye to sona hay Yeh din yeh raat yeh lamhay achay say lagtay hain.. Tumhain sochoon to saaray silsilay achay say lagtay hain... Bohat door tak chalna or phir bhi waheen rehna.. Humain tum say tum hi tak k Da-ayray achay say lagtay hain.. KASH AYSA BHI KABHI PAL HAMEIN MOYASSIR HO TERAY DIL SAY TERI ROOH TAK UTAR JAYEN!!!! Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar.. Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah.. Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen. Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah usey khena k pulkoun pe na tankey khowab ki jhaler samander k kinarey ghar bana ker kuch nahi milta koi aik aadh sapna ho to phir acha bhi lagta hai hazar khowab aankhoun main saja ker kuch nahi milta JAB KABHI DIL KOO YE SAMJATAH HOON TOO MERA NAHIN DIL MAY KOIE CHEKH UTHTA HAY NAHIN AISA NAHIN KAB NIKALTA HAY KOIE IS DIL MAY BASS JANAY KE BAAD IS GHALE KE DOOSRE JANIB KOIE RASTA NAHIN...... MAIN AKSAR BHATA BHATA KHO SA JATA HOON, MAIN AKSAR MAIN NAHI RAHATA TUM HOO JATA HOON aadam ki kisi roop main tehqeer na karna pherta hy zamany main KHUDA bhees badal kar thee is kadar ajeeb musafat keh kuch na pucho aankhain abhi safar mein thein aur khawab thak gay nazron se agar door hai to kia hua dharkan ki tarha dil k meray paas bohat hai wo raat ki tareeki main karta hai mujh se baat us ko meri tanhaai ka ehsaas bohat hai jis simt main bhi dekhon nazar ata hai k tum ho aae jan-e-jahan ye koi tum sa hai k tu ho ye khawab hai khushbo hai jhonka hai k pal hia ye dhund hai badal hai saia hai k tum ho Hum ko acha nahin lagta koi hum naam tera Koi tuj sa ho tu phir naam bhi tuj sa rakhay Dil bhi keh isi shakas se wabasta hai Jo na kisi aur ka honay day na apna rakhay Tapish suraj ki hoti hai Jalna zameen ko partha hai, Kasoor aankhon ka hota hai Tarapna dil ko partha hai TUKRE AINE KE KAR RAHA HOON MEIN DOST NAYE TALASH KAR RAHA HOON MEIN AB TANHA NAHIN KAI SANG HAIN MERE KIRCHIOUN MEIN KHUD KO DEKH RAHA HOON MEIN. soochtye hain tujhe woozoo ker ke yoon tera ehtaram kertain hain uthti nahi hai ankh kisi aur ki taraf paband ker gai hai kesi ki negah mujhe nazar kuch zuban kuch hont kuch keh jatye hein ham unhein apna aur wo hamein ajnabi kah jatye hein kabi to sonno mere seenay mein chuppi us awaz ko ham jise aap, aur aap deerye se darkan kah jatye hein AIK QATRA TO KIA HUM DARIYA BHI USS KE NAAM KERDETE WOH KEHTA TO SAHI AIK BAAR PIYAASE LEHJAY MAIN HUM INTEZAAR KARIENGAY TERA QAYAMAT TAK KHUDA KARE KE QAYAMAT HO AUR TU AAAYE TU SAAMNAY HAY MERAY TOU MAIRI ZINDAGI HASEEN HAY TU NAZAR NAHIN JAB AATA TOU KOI KHUSHI NAHIN HAY TAIRI CHAHTON NEY KIA HAY MUJH KO TAIRA DEWANA MAIRI ZINDAGI KA HAASIL TAIRI CHAHTON KO PAANA TAIRAY FURAAQ MAIN KATAY HAIN JOU MAIRAY DIN AUR RAATAIN USSI BEYBASI MAIN KERTAY HAIN DEWAAARON SEY HUM BHEE BATAIN TAIRI BANHON MAIN JOU GUZARTI HAIN WOHI HAY MAIRI ZINDAGI KA HAASIL TERAY PAYYAR SEY JOU MAIN NEY PAYA WO SAKOON MAIRI ZINDAGI MAIN SHAAMIL PHOOLON KAY CHAHNAY WALAY KAANTON KAY HO GAEY HUM BEY KHABAR RAHAY WOH KISI AUR KAY HO GAEY ZINDAGI KI HER KHUSHI MAIN NEY AB TAIRAY NAAM KI INTAZAAR MAIN TAIRAYMAIN NEY SUBOH SEY SHAAM KI Tham lay jo tu hath mera to sab sanwar jaye Thukra day jo mujhay tu to sab bikhar jaye Kehta hun tujhay ab kar lay tu bhe iqrar Kahin ye pagal teray iqrar say pehlay na guzar jaye Dil k zakhm zuban par Laya nahi Karte Hum Apni Aankhoon se ansoo bahaya nahin karte Zakhm dil kay kitnay hi gehre kion na hoon Hum Apne Hontoon se muskurahat hataya nahi karte Rasstoon pay matt baetho hawa tanng karray gi Guzzray hoayy loogoon ki sadda tanng karray gi Mattt tooot kar chahho ussay aghazay safar main Bicchray ga tu IK IK adda tanng karray gi AMAL SAY BHI MANGA WAFA SAY BHI MANGA MAIN NAY TUJHAY TERY RAZA SAY BHI MANGA AGAR KUCH NA HO SAKA TO DUA SAY BHI MANGA KASAM HAI KHUDA KI KHUDA SAY BHI MANGA. Naye dewanoon ko daikhoon tou khushi hoti hai Hum bhi aisay thay jub aye they wiraney mein Is liye bhi ghar sai raat ko nikal aata hoon Sardiyoon kay chaand ko ehsaas-e-tanhai na ho Kisi baewafa ki khatir yah junoon Faraz kub tuk Jo tumhein bhula chuka hai ussay tum bhi bhool jao Uff jawani kay wo awara sai kuch lamhe Qateel Aap bhi ruswa ho gaye hum ko bhi ruswa kar gaye Pasand aye na tere husn ki tareef yaroon ko Ghazal mein nay kahi tuj per, howi takleef yaroon ko Taqdeer mein likhi thein muhabbat ki talkhiyan Yeh zahar shauk sai khabhi mei nay piya nahin Pehlay pahal ka ishq abhi yaad hai Faraz Dil khud yeh chahata tha keh ruswaiyan bhi hoon Haath aye na duniya bhi aur ishq mein bhi nakaam rahey Sooch kar shirminda hein kyon donoon mein nakaam rahey Wo is kamal sai khaila tha ishq ki bazi Mein apni fateh samajhta tha maat honay tuk Go zara si baat pe barsoon kay yaraney gaye Laikin itna tou howa, kuch loog pehchaney gaye Aik ishq ka ghum aafat, aur us per yeh dil aafat Ya ghum na dia hota ya dil na dia hota Us nay kaha tha milein gayu khawab mein Maray khushi kay neend na aye tou kia karoon Kisi ko itna mut chaho kah phir bhula na suko Yahan loog badaltey hein moosmoon ki tarha Jo mein sir basajda howa khabhi tou zameed sai aney lagi sada Tera dil tou sanam hai aashna tujay kia milay ga namaz mein rahe wafa me tum hame kismat se mil gae ham khush naseeb hain hame kismat pe naz he apni to wo misal he jese koi darakht dosron ko saya bakhsh k khud dhoop me jale zia ki tammana thi par na mili saba ki tammana thi par na mili saari umar dhundtay hi rahay wafa ki tammana thi par na mili Teri bewafaiyon per, teri kuj adaiyon per Khabhi sir jhuka ker roye, khabhi moon chupa kar roye Bewafa hum hein tou jane wafa yunhi sahi dhoond lena jo tumhay koi wafadar milay Guzari is tarha umer-e-muhabbat hum nay dhookay mein wo muj ko bawafa samjhey, mein un ko bawafa samjha Itnay kareeb aao keh ji bhar kay daikhoon Shayed keh phir milo tou yeh zooq-e-nazar na ho Aaja kah tere pyar kay waday pe maut ko Tala hai hum nay aaj barey ahtamam sai Tumharay bus mein agar ho tou bhool jao humein Tumhein bhulaney mein shayed humein zamaney lagein Mein tou is wastey chup hoon keh tamasha na bunay Tou samajta hai mujay tuj sai gila kuch bhi nahin Janaza rook key mera wo iss andaaz sai booley Gali hum nay kahi thi tum tou duniya choor chaley Barey hi naaz sai khola tha khat mehboob ka Baray hi roub sai likha tha nahin aaon ga Mera moon kafan sai khola, mere paas aa kar booley Yeh naya libaas kaisa yeh kahan ke iraday hein Title: xyz Post by: TUSHARPARMAR on February 05, 2007, 06:47:11 AM are yaar itna lamba kyu likhta hai
thoda kum karna!!!!!!!!!11 |