ahkil
|
|
« on: October 15, 2007, 10:17:26 PM » |
|
Ghum-e-tanhai se paa kar fursat ,kyaa karna Ai shakista dil! rasmon se bagawat, kyaa karna uthaa jaam nafrat ka aur pee kar to dekh bin chakhay, talkhi ki shikayat, kia karna jab chhod hi gaye mujhe dekhne wale ab badal kar apni aadat, kyaa karna jeene ki jab koi tammana hi na rahi paa kar ab teri mohabbat, kyaa karna toot kar bikharna hi jab muqadar thehra rakh kar dil main koi hasrat , kyaa karna chheen le jo chain o sakooon dil ka hasil kar ke aisi daulat kyaa karna Mujh ko to ab gumnami mai jeena hai paa kar ab koi shohrat kyaa karnaâ€
|