ahkil
|
|
« on: October 13, 2007, 05:05:01 AM » |
|
Koi aakhon se baat kar leta hai, koi aakhon main mulaqat kar leta hain, bada mushkil hota hai jawab dena, jab koi khamosh rahkar sawaal kar lete hai..
-----------------------
Shaam dhali phir kali raat aayi, Dil dhadka phir tumhari yaad aayi, Aankho ne mehsus kiya us hawa ko, Jo tumhe chukar hamare paas aayi???.
-----------------------
Yaad karne ke liye koi cheez chahiye, Aap nahi toh aapki tasvir chahiye, Tasveer aapki hamara dil bana na sakegaa, Kyunki who aap ki tarah muskura na sakegi??..
-----------------------
Khoobiya itni toh nahi hum mein, Ki kisi ke dil mein ghar kar jayenge, Par bhulna bhi aasan na hoga, Aisa zaroor kuch kar jayenge??.
-----------------------
|