Na tasveer hai tumahari jo didar kiya jaye,
Na tum pass ho jo pyar kiya jaye
Yeh kaun sa dard diya hai aap ne,
Na kuch kaha jaye, na tum bin raha jaye.
Qayamat tak tujhe yaad karenge,
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe SMS karne ko to nahi kahenge,
Par phir bhi tere SMS ka intezar karenge
din hua hai to raat bhi hogi,
ho mat udas kabhi to baat bhi hogi,
itne pyar se dosti ki hai khuda ki kasam
jindagi rahi to mulaqat bhi hogi.
Hum aap ko kabhi khoney nahin denge,
Juda hona chaha to bhi hone nahin denge,
Chandni raton mein aye gi meri yaad,
Meri yaad ke woh pal aap ko sone nahin denge.