amarjawed
Baby
Karma: 0
Offline
Gender:
Posts: 5
|
|
« on: August 17, 2009, 05:47:42 AM » |
|
Khushbu ki tarah rooh main basti ja rahi ho rafta rafta aur bhi qareeb aa rahi ho, tera hi tasavvur hai khwabon main khyalon main in mast adaon se mujhko lubha rahi ho, Izhar-e-mohabbat ka hai andaaz bahut khoob palko ke chilman se jo iqrar kar rahi ho, Mausam ka mizaz bhi kuch badla hua sa hai in mast hawaon main chati hi ja rahi ho, Dariya hai yeh ashqon ki jo tumko lubha rahi hai tum ho ki taraf iske badhti hi ja rahi ho.
|