ahkil
|
|
« on: October 11, 2007, 10:45:24 PM » |
|
Hindi Song Title: Hibbaki Hibbaki Hindi Movie/Album Name: THE KILLER Singer(s): EARL, HAMZA, SUZZANE
Hindi Lyrics:
rafta rafta badhta hai dil mein sharara qatra qatra badhta hai dhadkan ka tara ba khuda - 2 tujhpe qurbaan jaan tujhpe qurbaan meri jaan hibbaki - 4 dilnashi jaanashin hibbaki - 4 dilnashi jaanashin hibbaki - 2 rafta rafta badhta hai dil mein sharara qatra qatra badhta hai dhadkan ka tara ba khuda - 2 tujhpe qurbaan jaan tujhpe qurbaan meri jaan hibbaki - 8 dilnashi jaanashin hibbaki - 2
bekhabar zindagi kitni madhosh hai hai asar pyar ka josh hi josh hai bekhabar zindagi kitni madhosh hai hai asar pyar ka josh hi josh hai saari duniya haseen hamko lagne lagi mast hai zindagi ab kaha hosh hai ba khuda - 2 tujhpe qurbaan jaan tujhpe qurbaan meri jaan hibbaki - 4 dilnashi jaanashin hibbaki - 4 dilnashi jaanashin hibbaki - 2
rubru aayenge jab bhi dildaar ke raaz khul jaayenge mere sarkaar ke rubru aayenge jab bhi dildaar ke raaz khul jaayenge mere sarkaar ke jab panaahon dil ki woh aa jaayenge phir kaha raaste koi inkaar ke ba khuda - 2 tujhpe qurbaan jaan tujhpe qurbaan meri jaan hibbaki - 4 dilnashi jaanashin hibbaki - 4 dilnashi jaanashin hibbaki - 2
|