Vatsal
|
|
« on: January 19, 2006, 01:42:08 AM » |
|
Doston . . . . . Aaj Delivery ka Aakhri Din hain, Aur sabhi ne kuch na kuch file check-in kiya hain Par maine koi file check-in nahin kiya hain No really I mean it Aaaj, Aaj mujhe bar bar ek hi khayal aa raha hain --------------------------------------------------------- The song begins here ....... -------------------------------- PM ( Project Manager ) kehte hain bada kam karega, TM ( team member ) hamara bada code likhega, magar yeh to koi na jaane, ke iska template hain kahaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaannnnnn .. . . . .
[jazzy music in the manner of TDD being typed]
Baithe hain milke, Sab reviewer apne, sabke dilon mein armaan yeh hain [eh he eh] woh Review mein kal kya bharega, har ek defect ka Owner kaun hain.....
koi reviewer ka kaam karega, Defect resolution main koi apna naam bharega, magar yeh to koi na jaane, ke is defect ka owner hain kahaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaannnnnn ... . . . .
PM kehte hain bada kam karega, aaaaa aaaaaa
[jazzy music in the manner of Review defects being closed]
Mera to sapna, Hain abroad Jana Jau jo wahan, Jhume Bahar tension badhati, UAT ka mausam, client ki masti, OC ka haal.... bandha onsite main 0 defect try karega.... good show mail mein apna naam payega mujhe bus itna kaho yaaron... ki mujhe onsite jana hain kahaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaannnnnn .. . . . .
PM kehte hain bada kam karega, TM hamara bada code likhega, magar yeh to koi na jaane, ke mera appraisal hain kahaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaannnnnn .. . . . .
[applause and sounds of developers destroying cubicles......]
|