|
ahkil
|
 |
« on: October 15, 2007, 10:37:12 PM » |
|
Hoon To Ek Qatra Hi, Mujhme Kya Takat Bhala Ye Qatra Qatra Milkar, Kabhi Sab Kuch Dubo Deta Hoon Main..
Ek qatra hi to woh qatra hai, qatra -2 milkar hi to banti hai ek takat mat soch kisi ko dubo dena hai tujhe, par soch ke unki pyaar main dub jaana hai tujhe..........
-------------------------------------------
Unki chahat ko apni mohabbat bana ke dekh Unki hasi ko apne hoton se muskurakar dekh Unke ashkon ko apni ankhon se girakar dekh Unki bechainiyon ke apne dil main basa ker dekh Ye mohabbat ek hasin tohfa hai ae dost Kabhi mohabbat ko is tarah bhi nibhakar dekh
|