|
ahkil
|
 |
« on: October 11, 2007, 11:39:00 PM » |
|
Hindi Song Title: Intezaar Aitbaar Tumse Pyar Hindi Movie/Album Name: KHOSLA KA GHOSLA Singer(s): QADAR NIAZI QAWWAL, SOWMYA RAOH
Hindi Lyrics: darr yeh lagta hai kya yeh sapana hai ab jo apana hai kal woh kaha hai darta dil pooche baar baar - 2 intezaar aitbaar tumse pyar itna karu - 2
aansu aate the laut jaate the lamhon pe lamhen chatpatate the phir bhi kiya hai intezaar - 2 intezaar aitbaar tumse pyar itna karu kya pyar hai kya hai nahi maine nahi poocha na ho tum mere yah ho nahi maine nahi poocha na poocha nahi baar baar - 2 intezaar aitbaar tumse pyar itna karu - 2
ek din aayega tanha reh jaayega - 2 dost kya dushman kya dhundh na paayega maula ke saamne kehta reh jaayega intezaar aitbaar tumse pyar kitna karu - 2 intezaar kitna karu aitbaar kitna karu intezaar aitbaar tumse pyar kitna karu
chhoti raaten hai kitni baaten hai ab jo aaye ho ab batate hai thaamon hamein ab ek baar - 2 intezaar aitbaar tumse pyar itna karu..
|