Title: Poetry Post by: ahkil on October 26, 2007, 01:39:05 AM KUCH
kitna dil toote mere waja se majhe ko khabar bhi na howe majhe pata bhi na chala maine kitna bare gunnah kar diye khod ko tanha karne ka liye jaan kar dil tore maine sab nafrat kare majhe se is liye ya gunnah kare maine nafrat ko bhi nafrat ho jaye majhe se itna nafrat karoo majhe se log payar se dhekta hai as liye dar lagta hai kahe payar na ho jaye in se is liye hazaroo dil tore maine khod ko asa bana dia maine log nafrat kare majhe se maaf kar dena majhe ager mere se mere waja se kase ka dil toota ho to maaf kar dena majhe kitna dil toote mere waja se majhe ko khabar bhi na howe XXXXXXX wafa ki umeed na karna hum se hum to hai bewafa bewafa se wafa ki umeed na karna na duwa do majhe na baduwa do majhe dena hai to mout do majhe tumhra ahsan ho ga ager da sakoon to mout da do please ============ ========= ========= ========= ========= ========= === kuch khne sunne ka dosto ne maoqa nahi diya tu fir dushmano ne thaam ker daman jala diya thi zarorat jab hame unki dosti ki yaro door jaker dosto ne apna moo chopa liya kuch khne sunne ka maoqa nahi diya majboriya hamari jab bulati thi unhe masroof rah ker kahi aur usne waqt bita diya dard ki raah main jab dosto ne sulagta chord diya zid main aaker hum ne fir dushmano se haat mila liya khood ko saza di hum ne unki khoshi ke waste hum ne tu yaro bas apna farz adaa kiya dil se teri yaad ka jab chera hata na sake tujhko bholane ke waste hi unhe apna bana liya hum tu waqif thy dushmano ki her chaal se kawal kiya kare yaro jab dosto ki mhbbat ne hame ye sila diya kuch khne sunne ka dosto ne jab maoqa nahi diya tu fir dushmano ne thaam ker daman jala diya |