Funfani.com - Spreading Fun All Over!

COOL STOP => Poetry/Shero Shayari => Topic started by: ahkil on October 22, 2007, 06:11:26 AM



Title: Kyon aam hoti hai mohabbat,
Post by: ahkil on October 22, 2007, 06:11:26 AM
Kyon aam hoti hai mohabbat,

Kyon aane wale dukhon se hoti anjaan hai mohabbat,

Kyon maut se badtar jeene ka farman deti hai mohabaat,

Kyon dil o jaan hoti hai mohabbat,

Jaane kyon hoti hai yeh kambhakt mohabbat,

Kyon raaste mein c*** jaate hain raahi,

Kyon karte hain faisla bann-ne ka humrahi,

Meri mushqil yeh hai kyon pyar karta hoon main,

Kyon har pal tera intezaar karta hoon main,

Kyon tere inkar mein pal-pal marta hoon main,

Shayad beinteha mohabbat karta hoon main,

Kyon haste hue chehre par chaa jaati yeh udasi,

Kyon har dhadkan lagti bojh hai,

Kyon karte hain pyar mein log rusvai,

Shayad ye unka pyar nahi har lamhe ka shauk hai