|
Title: Suraag dhondta hoo Post by: ahkil on October 22, 2007, 12:16:43 AM Dard bhari zindagi ka suraag dhondta hoon
Hai andhera bahut yahan ek chiraag dhondta hoon Banaya unhone tamsha zindagi ka es tarah Ke ab us meharbaan ka elaaj dhondhta hoon Koi in andhero main meri dil ki shmma jala de Main apni badnasibi ka raaz dhnodhta hoon Hasrat ka aayina us pather dil ne todh diya Sisho ke in tukdo main apna aaj dhondhta hoon Maazi ke tulkh lamho ne hame jhulas ke rakh diya DIL ko behlane ke liye koi haseen khaab phir se dhondhta hoon |