|
Title: Raaz - e - Ulfat Post by: ahkil on October 15, 2007, 11:18:00 PM Raaz - e - Ulfat
Raaz - e - Ulfat chopra kar dekh leya Dil ko bahot jala kar dekh leya Aur kya dekh nay ko baqi hay Aap se dil laga kay dekh leya Wo mera ho ke bhee mera na huy Unn ko apna bana ke dekh leya Aaj unn ki nazar mein ham nay Sab ki nazar bacha kar dekh leya |