Title: mohabat na hoti Post by: ahkil on October 13, 2007, 05:05:33 AM Shararat na hoti shikayat na hoti
naino me kisi ke nazakat na hoti na hoti bekarari na hote hum tanha agar jahan me kambhakht ye mohabat na hoti na hote ye sapne ye khawabon ki duniya kisi ko chahat ki tamana na hoti na julfon ki chhaya na phulon ki khusbu yado me unki ye rate na kat di hoti ye ansu na hote dil bi na khota aj tanha na rota diwano si apni ye halat na hoti agar duniya me kambakht mohabat na hoti. |