Funfani.com - Spreading Fun All Over!

COOL STOP => Poetry/Shero Shayari => Topic started by: ahkil on October 13, 2007, 05:01:27 AM



Title: Hamara na hua ...
Post by: ahkil on October 13, 2007, 05:01:27 AM

Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nai,
lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi,
Kismat ne sab kuch diya hamein,
sirf diya hamara woh yaar nai.

***********************************************************

Jaate jaate wo ek acchi nishani de gai,
umra bhar dohra sakoon aisi kahani de gai,
hum to reh gaye pyase,
par humari palko ko woh paani de gayi...

***********************************************************

Hamein bhi pyaar karne ka khayal aaya,
jab bhi ye khayal aaya, khud ko akela paya,
dhoondte rahe is duniya mein hamsafar,
kisi ko dhokebaaz, kisi ko bewafa paya Sad

***********************************************************

Dard main koi mauasam pyara nahi hota,
dil ho pyassa to pani se gujaara nahi hota,
dekhe zara koi bebasi hamari,
hum usi ke hogaye jo hamara na hua.

***********************************************************