|
Title: Intezaar Aitbaar Tumse Pyar Post by: ahkil on October 11, 2007, 11:39:00 PM Hindi Song Title: Intezaar Aitbaar Tumse Pyar
Hindi Movie/Album Name: KHOSLA KA GHOSLA Singer(s): QADAR NIAZI QAWWAL, SOWMYA RAOH Hindi Lyrics: darr yeh lagta hai kya yeh sapana hai ab jo apana hai kal woh kaha hai darta dil pooche baar baar - 2 intezaar aitbaar tumse pyar itna karu - 2 aansu aate the laut jaate the lamhon pe lamhen chatpatate the phir bhi kiya hai intezaar - 2 intezaar aitbaar tumse pyar itna karu kya pyar hai kya hai nahi maine nahi poocha na ho tum mere yah ho nahi maine nahi poocha na poocha nahi baar baar - 2 intezaar aitbaar tumse pyar itna karu - 2 ek din aayega tanha reh jaayega - 2 dost kya dushman kya dhundh na paayega maula ke saamne kehta reh jaayega intezaar aitbaar tumse pyar kitna karu - 2 intezaar kitna karu aitbaar kitna karu intezaar aitbaar tumse pyar kitna karu chhoti raaten hai kitni baaten hai ab jo aaye ho ab batate hai thaamon hamein ab ek baar - 2 intezaar aitbaar tumse pyar itna karu.. |