Title: aj Main Oopar Post by: ahkil on October 11, 2007, 07:49:15 AM Hindi Song Title: Aaj Main Oopar
Hindi Movie/Album Name: KHAAMOSHI Singer(s): KAVITA KRISHNAMOORTHY & KUMAR SANU Hindi Lyrics: Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Tell me o khuda Ab main kya karoon Chaloon seedhi ki ulti chaloon Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Tell me o khuda Ab main kya karoon Chaloon seedhi ki ulti chaloon Aaj main oopar aasmaan neeche Yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi Dole jab hawa laage gudugudi Yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi Dole jab hawa laage gudugudi Sambhaloon gir padoon Arre arre arre arre arre tauba kya karoon Chaloon seedhe ki ulti chaloon Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Tell me o khuda Ab main kya karoon Sar ke bal ya kadam se chaloon Aaj main oopar aasmaan neeche Jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan Dekhoon ye tarang rukti hai kahaan Jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan Dekhoon ye tarang rukti hai kahaan Main bhi ter sang In lehron pe chaloon Sar ke bal ya kadam se chaloon Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe Tell me o khuda Ab main kya karoon Chaloon seedhi ki ulti chaloon lalalla... |