|
Title: Funny Rikshaw lines in Pakistan.. Post by: Taruna on September 12, 2007, 02:55:13 AM Funny Rikshaw lines
# Maalik Ki Gaadi Driver Ka Paseena - Chalti Hai Road Par Ban Kar Haseena # Buri Nazar Wale, Tera Moonh Kala # Mera Pakistan Mahan (Lekin Janta Pareshan) # Qismat Aazma Chuka, Muqadar Aazma Raha Hoon - Aik Baywafa Kay Kahtir Riksha Chala Raha Hoon # Chandni Raat Beeti Jaa Rahi Hai - Ullu Ki Patthi, Too Ab A Rahi Hai # Kabhee Side Say Aatee Ho Kabhee Peechay Say Aatee Ho - Meree Jaan Horn Day Day Kar Mujhay Tum Kyon Satateey Ho # Maan Ki Dua Jannat Ki Hawa - Maan Ki Bud-Dua Ja Beta Rickshaw Chala # Pappu Yaar Tang Na Ker! # Zehreeli Nagan # Koi Jal Gaya, Kisi Nai Dua Di # Quaid-E-Azam Nay Farmaya - Tu Chal, Main Aayaa # Main Phir Aaon Ga # Tapar Hai To Paar Kar Warna Bardaasht Kar # Maan Ki Dua, Baap Ka Chamaat # Dekh Magar Pyar Se! # Khatharnaak Rambo # Horn Day Ker Paas Kerain # Chal Dhanno # Phir Milayngay # Akhri Shahzada # Tera Jadoo Chal Gya # Hosh Ker Kherghosh # Wo Dekho Mastani Ja Rahi Hay # Khuda Keray Haseenoo Ke Baap Mar Jeyeen - Maut Ka Bahana Ho Hum Un Ke Ghar Jeyeen # Abey Kambakath Aisa Soochna Bhi Paap Hoga - Kissi Rooz Tu Bhi Kissi Haseen Ka Baap Hoga |