Welcome, Guest. Please login or register.

Login with username, password and session length




April 20, 2024, 10:40:46 AM
Funfani.com - Spreading Fun All Over!ENTERTAINMENT JUNCTIONJokes / Funny MessagesNa Umeedain
Pages: [1]   Go Down
Print
Author Topic: Na Umeedain  (Read 935 times)
0 Members and 1 Guest are viewing this topic.
Taruna
Global Moderator
Adv. Member
*****

Karma: 3
Offline Offline

Gender: Female
Posts: 349



« on: May 03, 2006, 08:37:31 AM »

Na Umeedain




Na Umeedain Kisi Se Rakhtey To Acha Hota

Aitbar Na Kisi Pe Kartey To Acha Hota

Sabaq Daita Hai Zamana Yeh Auron Ko Giraney Ka

Sahara Na Kisi Ko samjhtey To Acha Hota

Yaqeen apni Kamyabi ka kisi Ko Kab Hota Hai

Taqdeer k Muqabil Na Hotey To Acha Hota

Sochtey They Aitbar Andha Ho Ga DeWaNa Tum Per

Na Khuwaab Jagtey Main Daikhtey To Acha Hota

Na Chatey Tum Kisi Ko Na Koi Tumheen Poojta

Na achey Kisi Ko Lagtey To acha Hota

Darya Mohabbat Ka Kab Koi Paar Karta Hai Dost

Na Mohabbat Kisi Se Kartey To Acha Hota,,,





Teri Talaash Main

Teri talaash main niklay thay hum haath maltay huay

Rula diya aaj humain suraj ne dhaltay huay

Utaar Zehan Ke Gaaron Main Roshni-e-Mabood

Zamana Guzar gaya Seenon main dard Paltay Huay

Kisi ghata se kaho, Hum ko ab utha le jaaye

Ke Umer Beet gayee hum ko jaltay huay

Yahan to kuch bhi nahin hai siwaye kaanton ke

Kahan tak aagaye hum is raastay per chaltay huay

Sikha rahi hai zamanay ko zindagi ka chalan

Guzarti hai rail Dewane, Patrian badaltay huay
Pata Nahi



pata nahi koun se moard per

zindagi hum se tumhra saath mange gi


rasato ke pather na girade mujhe

en ladkhadati raho se dar ke tumhara hath mange gi


ujale bhi ayese mile ke raoshni se jal gai hum

en ujalo se choop ker koi haseen raat mange gi


azmayegi tumhe lamha lamha dosti ye hamari

waqt ki wo ghdi wade bhari baat mange gi


ham akele rahe ya rahe bheed main

aarozo dil ki tu bas teri mulaqaat mange gi


zindagi ke safer main o mere humsafer

na jane kis waqt mohbbat tujh se apne jazbat mange gi


lag ke tere gale zindagi ji lenge

teri baho main her gam ka zaher pi lenge

tere kandhe pe ankhein koi raat mange gi

Report to moderator   Logged
Pages: [1]   Go Up
Print

Jump to: